How to permanently delete Facebook account in 2020| Android, iPhone 2020
Dosto ,Aaj ke time me ham sabhi bahut si social services Ka use krte hai aur unme se hi ek Facebook bhi hai Facebook me aisi service hai Jaha ham apni photos aur videos ko duniya ke samne post krte hai aur log unhe dekhte hai like krte hai ,comment krte hai aur share krte hai es wajah se kayi Baar ham Kuch galat cheej ya Kuch aisa post kr dete hai jiski wajah se hame Apne account ko hatane ki naumat AA jati hai par bahut se logo ye pata hi nhi hota ke ham account hataye (delete) kaise to aaj ham apko yahi batane wale hai take agar Kabhi apko account ko hatane(delete) ki jaroorat pade to aap asani ke sath hata paye par ham(delete) aapko bata de ke account ke hatane(delete) ke sath hi apke dwara Share ki gayi sari cheeje bhi hat ya delete ho jayegi to ye janene ke sath hi chaliye jante hai ke ham Facebook account ko kaise delete kr sakte hai to neeche bataye Gaye tareeke ko follow kijye.agar aap apna account delete nhi disable krna chahte hai to click here . Delete Facebook ac...