Posts

How to permanently delete Facebook account in 2020| Android, iPhone 2020

Image
Dosto ,Aaj ke time me ham sabhi bahut si social services Ka use krte hai aur unme se hi ek Facebook bhi hai Facebook me aisi service hai Jaha ham apni photos aur videos ko duniya ke samne post krte hai aur log unhe dekhte hai like krte hai ,comment krte hai aur share krte hai es wajah se kayi Baar ham Kuch galat cheej ya Kuch aisa post kr dete hai jiski wajah se hame Apne account ko hatane ki naumat AA jati hai par bahut se logo ye pata hi nhi hota ke ham account hataye (delete) kaise to aaj ham apko yahi batane wale hai take agar Kabhi apko account ko hatane(delete) ki jaroorat pade to aap asani ke sath hata paye par ham(delete) aapko bata de ke account ke hatane(delete) ke sath hi apke dwara Share ki gayi sari cheeje bhi hat ya delete ho jayegi to ye janene ke sath hi chaliye jante hai ke ham Facebook account ko kaise delete kr sakte hai to neeche bataye Gaye tareeke ko follow kijye.agar aap apna account delete nhi disable krna chahte hai to  click here . Delete  Facebook ac...

How to temporarily disable your Facebook account in 2020 | Android ,iPhone 2020

Image
Dosto ,Aaj ke time me ham sabhi bahut si social services Ka use krte hai aur unme se hi ek Facebook bhi hai eska estemaal aaj bahut se log daily basis pe krte hai, Facebook me aisi service hai Jaha ham apni photos aur videos ko duniya ke samne post krte hai aur log unhe dekhte hai like krte hai ,comment krte hai aur share krte hai es wajah se kayi Baar ham Kuch galat cheej ya Kuch aisa post kr dete hai jiski wajah se hame Apne account ko hatane ya Kuch time ke liye disable krne ki naumat AA jati hai par bahut se logo ye pata hi nhi hota ke ham account ko disable kaise kre to aaj ham apko yahi batane wale hai take agar Kabhi apko account ko disable ki jaroorat pade to aap asani ke sath kr paye account ko disable krne se apka koi bhi data delete nhi Hoga ham account ko delete nhi kr rahe agar apko account ko delete krne ke bare me janena hai to Yaha click kre  (delete Facebook account)   aap jab bhi Apne account ko bodara login krege ye fir se active ho jayega to    ch...

How to temporarily disable Instagram account in 2020 | Android ,iPhone 2020

Image
Dosto ,Aaj ke time me ham sabhi bahut si social services Ka use krte hai aur unme se hi ek Instagram bhi hai eska estemaal aaj Facebook se bhi jyada Kiya ja raha hai,Instagram me aisi service hai Jaha ham apni photos aur videos ko duniya ke samne post krte hai aur log unhe dekhte hai like krte hai ,comment krte hai aur share krte hai es wajah se kayi Baar ham Kuch galat cheej ya Kuch aisa post kr dete hai jiski wajah se hame Apne account ko hatane ya Kuch time ke liye disable krne ki naumat AA jati hai par bahut se logo ye pata hi nhi hota ke ham account ko disable kaise kre to aaj ham apko yahi batane wale hai take agar Kabhi apko account ko disable ki jaroorat pade to aap asani ke sath kr paye account ko disable krne se apka koi bhi data delete nhi Hoga ham account ko delete nhi kr rahe agar apko account ko delete krne ke bare me janena hai to Yaha click kre (delete Instagram account) aap jab bhi Apne account ko bodara login krege ye fir se active ho jayega to    chaliye ja...

How to delete Instagram account permanently in 2020 | Android,Iphone 2020

Image
Dosto ,Aaj ke time me ham sabhi bahut si social services Ka use krte hai aur unme se hi ek Instagram bhi hai eska estemaal aaj Facebook se bhi jyada Kiya ja raha hai,Instagram me aisi service hai Jaha ham apni photos aur videos ko duniya ke samne post krte hai aur log unhe dekhte hai like krte hai ,comment krte hai aur share krte hai es wajah se kayi Baar ham Kuch galat cheej ya Kuch aisa post kr dete hai jiski wajah se hame Apne account ko hatane ki naumat AA jati hai par bahut se logo ye pata hi nhi hota ke ham account hataye kaise to aaj ham apko yahi batane wale hai take agar Kabhi apko account ko hatane ki jaroorat pade to aap asani ke sath hata paye par ham aapko bata de ke account ke hatane ke sath hi apke dwara Share ki gayi sari cheeje bhi hat ya delete ho jayegi to ye janene ke sath hi chaliye jante hai ke ham Instagram account ko kaise delete kr sakte hai to neeche bataye Gaye tareeke ko follow kijye.agar aap apna account delete nhi disable krna chahte hai to click here Del...

GET FREE PREMIUM EXPRESS VPN FOR LIFE TIME

Image
Dosto ham sabhi internet Ka use krte hai aur alag alag tarike ki sites pe jate hai par kayi Baar Kuch sites hamare desh me ban Hoti hai jisse ham un site pr nhi ja sakte aur en sites tak pahunchne ke liye ham vpn Ka estemaal krte hai par jyada tar VPN paid hote hai jinke liye hame paise dene hote hai tabhi ham unhe use kr pate hai aur Kuch free VPN bhi hai par wo kaam nhi krte to aaj ham apko ek bahut hi Jane maane vpn jise express vpn ke name se jante hai aaj ham uska premium account ko life time free use krne Ka tareeka batayege jisse aap use life time tak free use kr paye to es trick ko janene ke liye neeche diye Gaye tareeke ko follow kre. GET FREE PREMIUM EXRESS VPN. Express vpn Ke premium ko free use krne ke liye hame ek app ki jaroorat padegi jisko app cloner  name se jante hai to aap es app ko download kr le aur express vpn ko aap play store se download kr sakte hai to ab jab Apne dono app download kr liye hai to Suru krte hai. Sabse pahle aap app cloner ko open kr lijiye a...

HOW TO PLAY YOUTUBE VIDEO IN MOBILE BACKGROUND (YOUTUBE VIDEO KO BACKGROUND ME CHALAYE)

Image
Jab ham Apne mobile me YouTube pe videos Dekh rahe hote hai to Kisi wajah se YouTube band ho Jane se video bhi band h Jata to aaj ham apko batayete ke aap YouTube video ko background me kaise Chala sakte hai jisse YouTube ke band ho Jane par bhi video chalta rahega aur band nhi Hoga ye tareeka Android aur iPhone dono user ke liye kaam krta hai aur eske jariye aap asani se YouTube ki vidoe ko background me Chala sakte hai wo bhi youtube ke band krne ke baad bhi to chaliye jante hai ye aap kaise kr sakte hai to janene ke liye neeche diye Gaye steps ko dekhe aur follow kre achchhe se samjhne ke liye photos ko bhi dikhaya Gaya hai jisse aap achchhi Tarah se samjh sake to chaliye jante hai es trick ko. PLAY YOUYUBE VIDEO IN BACKGROUND. YouTube video ko background me chalane ke liye sabse pahle YouTube open kre aur fir us vidoe ko open kre jise background me chalana hai 1. Video ke open ho Jane ke baad me video share ke batton pe click  2. Click krne ke baad copy video link...

HOW TO DOWNLOAD YOUTUBE VIDEOS (YOUTUBE KI VIDEO DOWNLOAD KRE)

Image
Ham jab YouTube me vidoe Dekh rahe hote hai to kayi Baar hame koi video pansd aa jati hai aur ham use download krena chalte hai par YouTube ke dwara download krne se wo video sirf YouTube me hi play hoti hai aur bahut Jaga dhoondhne par bhi wo vidoe hame nhi mil pati to aaj ham apko batayege ke aap youtube ki vidoe ko bahut hi asani ke sath kaise Apne mobile me download kr sakte hai wo bhi bs Kuch click ke sath eske sath hi wo vidoe utne type ki resolution me uplabdh hogi jitni YouTube pe hogi jisse uski quality me koi fark nhi padega to chaliye jante hai ke ham kaise youtube ki videos ko mobile me download kr sakte hai to janene ke liye neeche diye Gaye steps ko follow kriye. DOWNLAOD YOUTUBE VIDE O . YouTube video download krne ke liye sabse pahle YouTube open kr ke us vidoe ko open kijiye jise aap download krna chahte hai  Vidoe ke open hone ke baad share ke botton pe click kijiye Share pe click krne ke baad copy link pe click kijiye  Ab Chrome ko mo...