How to unable fingerprinte lock on whatapp (whatsapp me fingerprinte lock on kre)
Dosto aaj Ke time me whatapp ek aisa app baan chuka hai jise sirf India hi nhi balki poori duniya me bahut use Kiya jata hai ham Esse Apne relative ,ghar walo, girlfriend ,Bhai ,bahen sabhi se Baat krne ke sath sath video aur photo share krne Ke liye bhi bahut use krte hai to hame ese safe rakhna bhi utna hi jaroori ban jata hai ham Apne mobile ke app lock ya koi alag se app mobile me daal kr ese lock kr lete hai par unme Kahi na Kahi khatra Bana rahta hai to whatapp ne ESI cheej ko dekhte huve khud Ka lock option whatapp me daal Diya par bahut Kam log hi eske bare me jante hai aur use krte hai to aaj ham apko usi ke bare me batayenge aur use kaise use kr sakte wo bhi batayege to janene ke liye neeche diye Gaye steps ko follow ki jiye
Unable fingerprint lock on whatapp.
Fingerprint lock ko off krne ke liye sabse pahle whatapp ki open kr le aur Uske upar top right side me three dot pe click kre
Ab settings pe click kre aur open kre
Settings ke open hone ke baad me privacy wale option me click kre
Privacy open ho Jane ke baad usme sabse neeche fingerprint lock Ka option Diya Hoga use open kre aur usme apne finger Ka print daal de
Ab whatapp ko band kr de aur jab ab aap whatapp ko dobara open krege to apko mobile lock ke sath sath whatapp Ka fingerprint lock bhi dena Hoga
Es Tarah se agar Kisi ko apke mobile Ka lock pata bhi ho tab bhi wo ensan apka whatapp open nhi kr payega aur es Tarah se aap Apne whatapp ko lock kr ke rakh sakte hai
Agar apko hamari ye jankaari achchhi lagi ho to aisi aur jankaari aur tricks ko janene ke liye hame follow kre , Dhanyawaad
Comments
Post a Comment
If you have any doubts,Please let me know